वक्त ने किया क्या हसीं सितम
वक्त ने किया क्या हसीं सितम
तुम रहे ना तुम, हम रहे ना हम
बेकरार दिल इस तरह मिले
जिस तरह कभी हम जुदा न थे
तुम भी खो गये, हम भी खो गये
एक राह पर चल के दो कदम
जायेंगे कहाँ सूझता नहीं
चल पड़े मगर रास्ता नहीं
क्या तलाश है कुछ पता नहीं
बुन रहे हैं दिन ख्वाब दम-ब-दम
vakt ne kiyā kyā hasīṅ sitam
tum rahe nā tum, ham rahe nā ham
bekrār dil is tarah mile
jis tarah kabhī ham judā na the
tum bhī kho gaye, ham bhī kho gaye
ek rāh par chal ke do kadam
jāyeṅge kahāṇ sūjhtā nahīṅ
chal paṛe magar rāstā nahīṅ
kyā talāśh hai kuchh patā nahīṅ
bun rahe haiṅ din khvāb dam-ba-dam