Vafaa ke naam par mitnaa ... agar too aabroo apnee

वफ़ा के नाम पर मिटना ... अगर तू आबरू अपनी
Year
Language

वफ़ा के नाम पर मिटना नहीं आया अगर तुझको
तो फिर जिस्म-ए-वफ़ा बाज़ार में क्‌यूँ बेचती है तू

अगर तू आबरू अपनी बचा लेती तो अच्छा था
जो अपनी आग में खुद को जला लेती तो अच्छा था
अगर तू आबरू …

लगा कर आग होंठों से किसी का घर जला देना
किसी की जान जाना और तेरा मुस्करा देना कि तेरा मुस्करा देना
किसी पर जान देकर मुस्करा लेती तो अच्छा था
अगर तू आबरू …

सती तो आन होती है तू उनकी निशानी है
न हरगिज़ भूल बेग़ैरत तू हिन्दोस्तानी है कि तू हिन्दोस्तानी है
अगर तू शर्म को जेवर बना लेती तो अच्छा था
अगर तू आबरू …

vafā ke nām par miṭnā nahīṅ āyā agar tujhko
to phir jism-e-vafā bāzār meṅ k‌yūṇ bechtī hai tū

agar tū ābrū apnī bachā letī to achchhā thā
jo apnī āg meṅ khud ko jalā letī to achchhā thā
agar tū ābrū …

lagā kar āg hoṅṭhoṅ se kisī kā ghar jalā denā
kisī kī jān jānā aur terā muskrā denā ki terā muskrā denā
kisī par jān dekar muskrā letī to achchhā thā
agar tū ābrū …

satī to ān hotī hai tū unkī niśhānī hai
na hargiz bhūl beġhairat tū hindostānī hai ki tū hindostānī hai
agar tū śharm ko jevar banā letī to achchhā thā
agar tū ābrū …