Vaadiyaan meraa daaman raaste meree baahen

वादियां मेरा दामन रास्ते मेरी बाहें
Work
Year
Language

वादियां मेरा दामन, रास्ते मेरी बाहें
जाओ मेरे सिवा, तुम कहाँ जाओगे
वादियां मेरा दामन्…

जब चुराओगे तन तुम किसी बात से
शाख-ए-गुल छेड़ेगी मेरे हाथ से
अपने ही ज़ुल्फ को और उलझाओगे
वादियां मेरा दामन्…

जबसे मिलने लगी तुमसे राहें मेरी
चाँद सूरज बनी दो निगाहें मेरी
तुम कहीं भी रहो, तुम नज़र आओगे
वादियां मेरा दामन्…

vādiyāṅ merā dāman, rāste merī bāheṅ
jāo mere sivā, tum kahāṇ jāoge
vādiyāṅ merā dāman…

jab churāoge tan tum kisī bāt se
śhākh-e-gul chheṛegī mere hāth se
apne hī zulph ko aur uljhāoge
vādiyāṅ merā dāman…

jabse milne lagī tumse rāheṅ merī
chāṇd sūraj banī do nigāheṅ merī
tum kahīṅ bhī raho, tum nazar āoge
vādiyāṅ merā dāman…