वादा रहा सनम, होन्ंगे जुदा न हम (अभिजीत)
वादा रहा सनम, होंगे जुदा न हम
चाहे न चाहे ज़माना
हमारी चाहतों का
मिट ना सकेगा फ़साना
(दिल दे दिया है तुम्हें पहली नज़र में
तुम खो गये जो कभी मिलके सफ़र में ) -2
सितारों के ठिकानों से
फूलों के आशियानों से
मैं तुम्हें ढूँढ लाउँगा
ज़मीं से आसमानों से ओ जाने जां
हमारी चाहतों का …
(कितने हँसी हैं लम्हे ये ज़िन्दगी के
साँसों में फूल महके लाखों खुशी के ) -2
ये दिल तो अकेला था
तन्हाई का मेला था
तुम मुझे मिल जाओगी
ये कभी नहीं सोचा था ओ जाने जां
हमारी चाहतों का …
hmmm hmmm …
vādā rahā sanam, hoṅge judā na ham
chāhe na chāhe zamānā
hamārī chāhtoṅ kā
miṭ nā sakegā fasānā
(dil de diyā hai tumheṅ pahlī nazar meṅ
tum kho gaye jo kabhī milke safar meṅ ) -2
sitāroṅ ke ṭhikānoṅ se
phūloṅ ke āśhiyānoṅ se
maiṅ tumheṅ ḍhūṇḍh lāuṇgā
zamīṅ se āsmānoṅ se o jāne jāṅ
hamārī chāhtoṅ kā …
(kitne hṇsī haiṅ lamhe ye zindgī ke
sāṇsoṅ meṅ phūl mahke lākhoṅ khuśhī ke ) -2
ye dil to akelā thā
tanhāī kā melā thā
tum mujhe mil jāogī
ye kabhī nahīṅ sochā thā o jāne jāṅ
hamārī chāhtoṅ kā …
hmmm hmmm …