Vaadaa rahaa sanam, honge judaa naa ham

वादा रहा सनम, होंगे जुदा ना हम
Work
Year
Language

वादा रहा सनम, होंगे जुदा ना हम, चाहे ना चाहे जमाना
हमारी चाहतों का मिट ना सकेगा फसाना

कैसी उदासी तेरे चेहरे पे छाई
क्या बात है जो तेरी आँख भर आई
देखो तो क्या नजारे हैं, तुम्हारी तरह प्यारे हैं
हँसो ना मेरे लिए तुम, सभी तो ये तुम्हारे है, ओ जान-ए-जान

इन वादियों में यूँ ही मिलते रहेंगे
दिल में वफा के दिये जलते रहेंगे
ये मांगा है दुआओं में, कमी ना हो वफाओं में
रहें तेरी निगाहों में, लिखो ना इन फिजाओं में, ओ साजना

vādā rahā sanam, hoṅge judā nā ham, chāhe nā chāhe jamānā
hamārī chāhtoṅ kā miṭ nā sakegā phasānā

kaisī udāsī tere chehre pe chhāī
kyā bāt hai jo terī āṇkh bhar āī
dekho to kyā najāre haiṅ, tumhārī tarah pyāre haiṅ
hṇso nā mere lie tum, sabhī to ye tumhāre hai, o jān-e-jān

in vādiyoṅ meṅ yūṇ hī milte raheṅge
dil meṅ vaphā ke diye jalte raheṅge
ye māṅgā hai duāoṅ meṅ, kamī nā ho vaphāoṅ meṅ
raheṅ terī nigāhoṅ meṅ, likho nā in phijāoṅ meṅ, o sājnā