उसे मिल गई नई ज़िन्दगी जिसे दर्द-ए-दिल ने मिटा दिया
उसे मिल गई नई ज़िन्दगी जिसे दर्द-ए-दिल ने मिटा दिया
वो बहार बन के सँवर गया जिसे साज़-ए-ग़म ने जला दिया
उसे मिल गई नई …
जो किसी के प्यार में मिट गया रही याद उसकी निशानियाँ
वो रहा दिलों के जहान में जिसे दिल्लगी ने मिटा दिया
उसे मिल गई नई …
जो तड़प से खाली है ज़िन्दगी वो शमा है जैसे बुझी हुई
मेरे दिलरुबा तेरा शुक्रिया मेरी हसरतों को जगा दिया
उसे मिल गई नई …
जहाँ देखते हैं वहाँ है तू हमें और कुछ भी ख़बर नहीं
तेरे प्यार का वो नशा हुआ कि ज़माने भर को भुला दिया
उसे मिल गई नई …
use mil gaī naī zindgī jise dard-e-dil ne miṭā diyā
vo bahār ban ke sṇvar gayā jise sāz-e-ġham ne jalā diyā
use mil gaī naī …
jo kisī ke pyār meṅ miṭ gayā rahī yād uskī niśhāniyāṇ
vo rahā diloṅ ke jahān meṅ jise dillgī ne miṭā diyā
use mil gaī naī …
jo taṛap se khālī hai zindgī vo śhamā hai jaise bujhī huī
mere dilrubā terā śhukriyā merī hasartoṅ ko jagā diyā
use mil gaī naī …
jahāṇ dekhte haiṅ vahāṇ hai tū hameṅ aur kuchh bhī khabar nahīṅ
tere pyār kā vo naśhā huā ki zamāne bhar ko bhulā diyā
use mil gaī naī …