Ur jaavoon re main to taaron kee duniyaa men

उड़ जावूँ रे मैं तो तारों की दुनिया में
Work
Year
Language

उड़ जावूँ रे -2
मैं तो तारों की
मैं तो तारों की दुनिया में उड़ जावूँ रे
उड़ जावूँ रे -2
मैं तो तारों की दुनिया में उड़ जावूँ रे

आज जो मैं पँख कहीं पाऊँ रे
पाऊँ रे
सपनों की नगरी में मैं उड़ जावूँ रे
जावूँ रे
तारों को तोड़ लाऊँ रे
उड़ जावूँ रे -2
मैं तो तारों की दुनिया में उड़ जावूँ रे

दीखते हैं देखो कितने प्यारे-प्यारे
नीलम की थाली में चम-चम सितारे
आपस में खेल रहे आँख-मिचोली -2
मैं मन में ललचाऊँ रे
उड़ जावूँ रे -2
मैं तो तारों की दुनिया में उड़ जावूँ रे

मेरी जवानी ने खोली है पाँखें
आज मिलावुँगी
आज मिलावुँगी मैं चन्दा से आँखें
ए ए
चन्दा से आँखें
चल मेरे मनवा आकाश की ओर -2
मैं तुझपे वार जावूँ रे
उड़ जावूँ रे -2
मैं तो तारों की दुनिया में उड़ जावूँ रे

uṛ jāvūṇ re -2
maiṅ to tāroṅ kī
maiṅ to tāroṅ kī duniyā meṅ uṛ jāvūṇ re
uṛ jāvūṇ re -2
maiṅ to tāroṅ kī duniyā meṅ uṛ jāvūṇ re

āj jo maiṅ pṇkh kahīṅ pāūṇ re
pāūṇ re
sapnoṅ kī nagrī meṅ maiṅ uṛ jāvūṇ re
jāvūṇ re
tāroṅ ko toṛ lāūṇ re
uṛ jāvūṇ re -2
maiṅ to tāroṅ kī duniyā meṅ uṛ jāvūṇ re

dīkhte haiṅ dekho kitne pyāre-pyāre
nīlam kī thālī meṅ cham-cham sitāre
āpas meṅ khel rahe āṇkh-micholī -2
maiṅ man meṅ lalchāūṇ re
uṛ jāvūṇ re -2
maiṅ to tāroṅ kī duniyā meṅ uṛ jāvūṇ re

merī javānī ne kholī hai pāṇkheṅ
āj milāvuṇgī
āj milāvuṇgī maiṅ chandā se āṇkheṅ
e e
chandā se āṇkheṅ
chal mere manvā ākāśh kī or -2
maiṅ tujhpe vār jāvūṇ re
uṛ jāvūṇ re -2
maiṅ to tāroṅ kī duniyā meṅ uṛ jāvūṇ re