Unse pyaar ho gayaa

उनसे प्यार हो गया
Work
Year
Language

( उनसे प्यार हो गया
उनसे प्यार हो गया
दिल मेरा खो गया
दिल उनका खो गया
दिल दिल से मिल गया ) -2

उनसे प्यार हो गया

दर्द मिटाये तूने तीर चुभा के -2
आग़ बुझाई इक आग़ लगा के -2
उनसे प्यार हो गया
उनसे प्यार हो गया
दिल मेरा खो गया
दिल उनका खो गया
दिल दिल से मिल गया

उनसे प्यार हो गया

नैनों से नैन मिले बदले ज़माने -2
समझे समझने वाले और ना जाने
और ना जाने कोई और ना जाने -2
उनसे प्यार हो गया
उनसे प्यार हो गया
दिल मेरा खो गया
दिल उनका खो गया
दिल दिल से मिल गया

उनसे प्यार हो गया

उल्फ़त की देखो कैसी अजब कहानी -2
आये ना बादल फिर भी बरसा है पानी -2
( उनसे प्यार हो गया
उनसे प्यार हो गया
दिल मेरा खो गया
दिल उनका खो गया
दिल दिल से मिल गया ) -2

उनसे प्यार हो गया

( unse pyār ho gayā
unse pyār ho gayā
dil merā kho gayā
dil unkā kho gayā
dil dil se mil gayā ) -2

unse pyār ho gayā

dard miṭāye tūne tīr chubhā ke -2
āġh bujhāī ik āġh lagā ke -2
unse pyār ho gayā
unse pyār ho gayā
dil merā kho gayā
dil unkā kho gayā
dil dil se mil gayā

unse pyār ho gayā

nainoṅ se nain mile badle zamāne -2
samjhe samajhne vāle aur nā jāne
aur nā jāne koī aur nā jāne -2
unse pyār ho gayā
unse pyār ho gayā
dil merā kho gayā
dil unkā kho gayā
dil dil se mil gayā

unse pyār ho gayā

ulfat kī dekho kaisī ajab kahānī -2
āye nā bādal phir bhī barsā hai pānī -2
( unse pyār ho gayā
unse pyār ho gayā
dil merā kho gayā
dil unkā kho gayā
dil dil se mil gayā ) -2

unse pyār ho gayā