उनसे मिली नज़र के मेरे होश उड़ गये
ऐसा हुआ असर के मेरे होश उड़ गये
जब वो मिले मुझे पहली बार, उनसे हो गई आँखें चार
पास ना बैठे पलभर वो, फिर भी हो गया उनसे प्यार
इतनी थी बस ख़बर के मेरे होश उड़ गये
उनसे मिली नज़र ...
उनकी तरफ़ दिल खिंचने लगा, बढ़ के कदम फिर रुकने लगा
काँप गई मैं जाने क्यों, अपने आप दम घुटने लगा
छाये वो इस कदर के मेरे होश उड़ गये
उनसे मिली नज़र ...
घर मेरे आया वो मेहमान, दिल में जगाये सौ तूफ़ान
देख के उनकी सूरत को, हाय रह गई मैं हैरान
तड़पूं इधर उधर के मेरे होश उड़ गये
उनसे मिली नज़र ...
उनसे मिली नज़र के मेरे होश उड़ गये
Work
Year
Language
unse milī nazar ke mere hośh uṛ gaye
aisā huā asar ke mere hośh uṛ gaye
jab vo mile mujhe pahlī bār, unse ho gaī āṇkheṅ chār
pās nā baiṭhe palbhar vo, phir bhī ho gayā unse pyār
itnī thī bas khabar ke mere hośh uṛ gaye
unse milī nazar ...
unkī taraf dil khiṅchne lagā, baṛh ke kadam phir rukne lagā
kāṇp gaī maiṅ jāne kyoṅ, apne āp dam ghuṭne lagā
chhāye vo is kadar ke mere hośh uṛ gaye
unse milī nazar ...
ghar mere āyā vo mehmān, dil meṅ jagāye sau tūfān
dekh ke unkī sūrat ko, hāy rah gaī maiṅ hairān
taṛpūṅ idhar udhar ke mere hośh uṛ gaye
unse milī nazar ...