उनसे बिछड़ के जब हम रोये तो ऐसे रोये
( उनसे बिछड़ के जब हम रोये तो ऐसे रोये
आँखों मे जैसे अश्क़ों के बीज बोये ) -2
( आना भी उनका भूले
जाना भी उनका भूले ) -2
सब कुछ भुला के अब तो
बैठे हैं खोये खोये
उनसे बिछड़ के जब हम रोये तो ऐसे रोये
आँखों मे जैसे अश्क़ों के बीज बोये
उनसे बिछड़ के जब हम
( कल था प्यार दिल में
अब दाग़ रह गये हैं ) -2
गुज़रेगी उम्र सारी
ये दाग़ धोये-धोये
उनसे बिछड़ के जब हम रोये तो ऐसे रोये
आँखों मे जैसे अश्क़ों के बीज बोये
उनसे बिछड़ के जब हम्
( unse bichhaṛ ke jab ham roye to aise roye
āṇkhoṅ me jaise aśhqoṅ ke bīj boye ) -2
( ānā bhī unkā bhūle
jānā bhī unkā bhūle ) -2
sab kuchh bhulā ke ab to
baiṭhe haiṅ khoye khoye
unse bichhaṛ ke jab ham roye to aise roye
āṇkhoṅ me jaise aśhqoṅ ke bīj boye
unse bichhaṛ ke jab ham
( kal thā pyār dil meṅ
ab dāġh rah gaye haiṅ ) -2
guzregī umr sārī
ye dāġh dhoye-dhoye
unse bichhaṛ ke jab ham roye to aise roye
āṇkhoṅ me jaise aśhqoṅ ke bīj boye
unse bichhaṛ ke jab ham