उनपे सदके दिल-ओ-जाँ कर बैठे हैं
ल: उनपे सदके
सु: उनपे सदके दिल-ओ-जाँ कर बैठे हैं
इस शौक़-ए-जुनूँ में जीते-जी मर बैठे हैं
ल: देखा-देखा है जब से तब से
उनको हम सजदा कर बैठे हैं
उनपे सदके दिल …
सु: देखा-देखा है …
ल: महबूबा मेरा साया है ऐसे बेताब दिल में मेहमान बनके
उतरा फ़लक़ से कोई फ़रिश्ता ज़मीं पे इन्सान बन के
ख़्वाबों से हम दामन भर बैठे हैं
सु: देखा-देखा है …
ल: देखा-देखा है …
सु: जाएन कहाँ की एक अदा पे दोनो जहाँ को वार दिया है
मौत उसे क्या मारेगी जिसको नज़र ने मार दिया है
मरने का क्या समाँ धर बैठे हैं
ल: देखा-देखा है …
उनके सितम को गँवारा करेंगे
उनके करम को सहारा करेंगे
सु: जान रहे या जान से जाएँ
मर के भी वादा निभाया करेंगे
दो: उनसे ऐसा वादा कर बैठे हैं
देखा-देखा है …
ल: देखा-देखा है …
la: unpe sadke
su: unpe sadke dil-o-jāṇ kar baiṭhe haiṅ
is śhauq-e-junūṇ meṅ jīte-jī mar baiṭhe haiṅ
la: dekhā-dekhā hai jab se tab se
unko ham sajdā kar baiṭhe haiṅ
unpe sadke dil …
su: dekhā-dekhā hai …
la: mahbūbā merā sāyā hai aise betāb dil meṅ mehmān banke
utrā falaq se koī fariśhtā zamīṅ pe insān ban ke
khvāboṅ se ham dāman bhar baiṭhe haiṅ
su: dekhā-dekhā hai …
la: dekhā-dekhā hai …
su: jāen kahāṇ kī ek adā pe dono jahāṇ ko vār diyā hai
maut use kyā māregī jisko nazar ne mār diyā hai
marne kā kyā samāṇ dhar baiṭhe haiṅ
la: dekhā-dekhā hai …
unke sitam ko gṇvārā kareṅge
unke karam ko sahārā kareṅge
su: jān rahe yā jān se jāeṇ
mar ke bhī vādā nibhāyā kareṅge
do: unse aisā vādā kar baiṭhe haiṅ
dekhā-dekhā hai …
la: dekhā-dekhā hai …