Unhen too bhool jaa ai dil

उन्हें तू भूल जा ऐ दिल्
Work
Year
Language

उन्हें तू भूल जा ऐ दिल
तड़पने से भी क्‌या हासिल

नज़ारे कर गय जादू
निगाहें दे गयीं धोखा
उठे तूफ़ान कुछ ऐसे कि डूबे प्यार के साहिल

हज़ारों आरज़ूओं से
बसाया जिसको पहलू में
जिसे समझे थे हम दिलबर, वह निकला संग दिल क़ातिल

न जाने कैसी राहों पर
चली है ज़िन्दगी मेरी
कि जीना ही नहीं अब तो, मेरा मरना भी है मुश्किल

उन्हें तू भूल जा अए दिल्

unheṅ tū bhūl jā ai dil
taṛapne se bhī k‌yā hāsil

nazāre kar gay jādū
nigāheṅ de gayīṅ dhokhā
uṭhe tūfān kuchh aise ki ḍūbe pyār ke sāhil

hazāroṅ ārazūoṅ se
basāyā jisko pahlū meṅ
jise samjhe the ham dilbar, vah niklā saṅg dil qātil

na jāne kaisī rāhoṅ par
chalī hai zindgī merī
ki jīnā hī nahīṅ ab to, merā marnā bhī hai muśhkil

unheṅ tū bhūl jā ae dil