उन के खयाल आए तो आते चले गए
उन के ख़याल आए तो आते चले गए
दीवाना ज़िंदगी को बनाते चले गए
जो सांस आ रही है उसी का पयाम है
बेताबियों को और बढ़ाते चले गए
इस दिल से आ रही है किसी यार की सदा
वीरान मेरा दिल था बसाते चले गए
होश-ओ-हवास पे मेरे बिजली सी गिर पड़ी
मस्ती भरी नज़र से पिला के चले गए
un ke khayāl āe to āte chale gae
dīvānā ziṅdgī ko banāte chale gae
jo sāṅs ā rahī hai usī kā payām hai
betābiyoṅ ko aur baṛhāte chale gae
is dil se ā rahī hai kisī yār kī sadā
vīrān merā dil thā basāte chale gae
hośh-o-havās pe mere bijlī sī gir paṛī
mastī bharī nazar se pilā ke chale gae