उन के बुलावे पे डोले मेरा दिल्
उन के बुलावे पे डोले मेरा दिल
(जाऊं तो मुश्किल,न जाउं तो मुशकिल)-2
(मन में है मेरे ? की बतियां ?)-2 this line is overlapped by dialogues
छोड़ूं तो मुशकिल चुड़ाऊं तो मुशकिल
उन के बुलावे पे …
(बच्पन जवानी जो मिलने लगे हैं)-2
मौसम बिना फूल खिलने लगे,फूल खिलने लगे हैं
(छेड़ी किसी ने मेरे मन की बीना)-2
गाऊं तो मुशकिल,न गाऊं तो मुशकिल
उन के बुलावे पे …
(जब से वो नैनों में आये
मेरे सपने नये रंग लाये,नये रंग लाये)-2
(नाज़ों के पाले है मेरे सपने)-2
देखूं तो मुशकिल,दिखाऊं तो मुशकिल
उन के बुलावे पे …
उलझी है कातों में हाये चुनरिया
उलझी है हाय राम मेरी चुनरिया
छोड़ूं तो मुशकिल,चुड़ाऊं तो मुशकिल
उन के बुलावे पे …
un ke bulāve pe ḍole merā dil
(jāūṅ to muśhkil,na jāuṅ to muśhkil)-2
(man meṅ hai mere ? kī batiyāṅ ?)-2 this line is overlapped by dialogues
chhoṛūṅ to muśhkil chuṛāūṅ to muśhkil
un ke bulāve pe …
(bachpan javānī jo milne lage haiṅ)-2
mausam binā phūl khilne lage,phūl khilne lage haiṅ
(chheṛī kisī ne mere man kī bīnā)-2
gāūṅ to muśhkil,na gāūṅ to muśhkil
un ke bulāve pe …
(jab se vo nainoṅ meṅ āye
mere sapne naye raṅg lāye,naye raṅg lāye)-2
(nāzoṅ ke pāle hai mere sapne)-2
dekhūṅ to muśhkil,dikhāūṅ to muśhkil
un ke bulāve pe …
uljhī hai kātoṅ meṅ hāye chunriyā
uljhī hai hāy rām merī chunriyā
chhoṛūṅ to muśhkil,chuṛāūṅ to muśhkil
un ke bulāve pe …