उम्मीदों का तारा क़िसमत से
उम्मीदों का तारा
उम्मीदों का तारा क़िसमत से
कुछ देर चमक के टूट गया
टूट गया
घर-बार लुटा बरबाद हुये
सय्याद चमन को लूट गया
लूट गया
जब तुम ही नहीं तो दुनिया में
जीने की ख़ुशी भी कोई नहीं
कोई नहीं
अब आग लगे या बर्फ़ गिरे -2
अरमान भरा दिल टूट गया
टूट गया
उम्मीदों का तारा
आराम उठाये थे जितने
ग़म उनसे भी ज्यादा हमको मिले
नाज़ुक था बहोत छाला दिल का -2
एक ठेस लगी और फूट गया
फूट गया
उम्मीदों का तारा
ummīdoṅ kā tārā
ummīdoṅ kā tārā qismat se
kuchh der chamak ke ṭūṭ gayā
ṭūṭ gayā
ghar-bār luṭā barbād huye
sayyād chaman ko lūṭ gayā
lūṭ gayā
jab tum hī nahīṅ to duniyā meṅ
jīne kī khuśhī bhī koī nahīṅ
koī nahīṅ
ab āg lage yā barf gire -2
armān bharā dil ṭūṭ gayā
ṭūṭ gayā
ummīdoṅ kā tārā
ārām uṭhāye the jitne
ġham unse bhī jyādā hamko mile
nāzuk thā bahot chhālā dil kā -2
ek ṭhes lagī aur phūṭ gayā
phūṭ gayā
ummīdoṅ kā tārā