उमंगों को सखी पी की नगरिया कैसे ले जाऊँ
उमंगों को सखी पी की नगरिया कैसे ले जाऊँ
चोरुस: उमंगों को सखी पी की नगरिया कैसे ले जाऊँ
क़मर लचके मोरी
हाय क़मर लचके मोरी भारी गगरिया कैसे ले जाऊँ
चोरुस: क़मर लचके मोरी भारी गगरिया कैसे ले जाऊँ
डगर में रूप के लोभी नगर में मन के मैलें हैं
चोरुस: नगर में मन के मैलें हैं
यहाँ पापी नजरीयों के हज़ारों जाल फैलें हैं
चोरुस: हज़ारों जाल फैलें हैं
भरे बाज़ार में बाली उमरीया कैसे ले जाऊँ
क़मर लचके मोरी
चोरुस: हाय क़मर लचके मोरी भारी गगरिया कैसे ले जाऊँ
चोरुस: उमंगों को सखी पी की नगरिया कैसे ले जाऊँ
मोहे दुनिया से डर लागे यहाँ लाखों हैं मतवाले
चोरुस: यहाँ लाखों हैं मतवाले
न जाने कोइ अलबेला मोहे किस रंग में रंग डाले
चोरुस: मोहे किस रंग में रंग डाले
रंगीलों में भला कोरी चुनरिया कैसे ले जाऊँ
क़मर लचके मोरी
चोरुस: हाय क़मर लचके मोरी भारी गगरिया कैसे ले जाऊँ
चोरुस: उमंगों को सखी पी की नगरिया कैसे ले जाऊँ
लगा के हाथों में मेह्ंदी रचा के नैनों में रतिया
चोरुस: रचा के नैनों में रतिया
दुलहनीया बनके निकली हुं मिलेंगे आज मन बसिया
चोरुस: मिलेंगे आज मन बसिया
सजन के द्वार से प्यासी नजरिया कैसे ले जाऊँ
क़मर लचके मोरी
चोरुस: हाय क़मर लचके मोरी भारी गगरीया कैसे ले जाऊँ
चोरुस: उमंगों को सखी पी की नगरिया कैसे ले जाऊँ
umaṅgoṅ ko sakhī pī kī nagriyā kaise le jāūṇ
chorus: umaṅgoṅ ko sakhī pī kī nagriyā kaise le jāūṇ
qamar lachke morī
hāy qamar lachke morī bhārī gagriyā kaise le jāūṇ
chorus: qamar lachke morī bhārī gagriyā kaise le jāūṇ
ḍagar meṅ rūp ke lobhī nagar meṅ man ke maileṅ haiṅ
chorus: nagar meṅ man ke maileṅ haiṅ
yahāṇ pāpī najrīyoṅ ke hazāroṅ jāl phaileṅ haiṅ
chorus: hazāroṅ jāl phaileṅ haiṅ
bhare bāzār meṅ bālī umrīyā kaise le jāūṇ
qamar lachke morī
chorus: hāy qamar lachke morī bhārī gagriyā kaise le jāūṇ
chorus: umaṅgoṅ ko sakhī pī kī nagriyā kaise le jāūṇ
mohe duniyā se ḍar lāge yahāṇ lākhoṅ haiṅ matvāle
chorus: yahāṇ lākhoṅ haiṅ matvāle
na jāne koi albelā mohe kis raṅg meṅ raṅg ḍāle
chorus: mohe kis raṅg meṅ raṅg ḍāle
raṅgīloṅ meṅ bhalā korī chunriyā kaise le jāūṇ
qamar lachke morī
chorus: hāy qamar lachke morī bhārī gagriyā kaise le jāūṇ
chorus: umaṅgoṅ ko sakhī pī kī nagriyā kaise le jāūṇ
lagā ke hāthoṅ meṅ mehṅdī rachā ke nainoṅ meṅ ratiyā
chorus: rachā ke nainoṅ meṅ ratiyā
dulahnīyā banke niklī huṅ mileṅge āj man basiyā
chorus: mileṅge āj man basiyā
sajan ke dvār se pyāsī najriyā kaise le jāūṇ
qamar lachke morī
chorus: hāy qamar lachke morī bhārī gagrīyā kaise le jāūṇ
chorus: umaṅgoṅ ko sakhī pī kī nagriyā kaise le jāūṇ