Ulajh gayaa jiyaa meraa nainon ke jaal men

उलझ गया जिया मेरा नैनों के जाल में
Work
Year
Language

उलझ गया जिया मेरा
नैनों के जाल में -2
बड़ी भोली थी आ गई मैं -2
बालम की चाल में
उलझ गया
उलझ गया जिया मेरा
नैनों के जाल में -2

ओ ओ ओ ओ
ओ ओ ओ ओ
( मैने तो लाख चाहा
दिल ना लगाऊँ
दिल न लगाऊँ ) -2
( नजरों की मार भला
कैसे भुलाऊँ
कैसे भुलाऊँ ) -2
मैं पड़ गई
हाय रामा कैसे जंजाल में
मैं पड़ गई -2
हाय रामा कैसे जंजाल में

उलझ गया जिया मेरा
नैनों के जाल में -2

ओ ओ ओ ओ
ओ ओ ओ ओ
( बैठी हूँ पिया तुझे
मन में बसाये
मन में बसाये ) -2
( धड़के है दिल मेरा
निंदिया ना आये ) -2
तू बस गया
धीरे-धीरे मेरे ख़याल में
तू बस गया -2
धीरे-धीरे मेरे ख़याल में

उलझ गया जिया मेरा
नैनों के जाल में -2
बड़ी भोली थी आ गई मैं
बालम की चाल में
उलझ गया

ulajh gayā jiyā merā
nainoṅ ke jāl meṅ -2
baṛī bholī thī ā gaī maiṅ -2
bālam kī chāl meṅ
ulajh gayā
ulajh gayā jiyā merā
nainoṅ ke jāl meṅ -2

o o o o
o o o o
( maine to lākh chāhā
dil nā lagāūṇ
dil na lagāūṇ ) -2
( najroṅ kī mār bhalā
kaise bhulāūṇ
kaise bhulāūṇ ) -2
maiṅ paṛ gaī
hāy rāmā kaise jaṅjāl meṅ
maiṅ paṛ gaī -2
hāy rāmā kaise jaṅjāl meṅ

ulajh gayā jiyā merā
nainoṅ ke jāl meṅ -2

o o o o
o o o o
( baiṭhī hūṇ piyā tujhe
man meṅ basāye
man meṅ basāye ) -2
( dhaṛke hai dil merā
niṅdiyā nā āye ) -2
tū bas gayā
dhīre-dhīre mere khayāl meṅ
tū bas gayā -2
dhīre-dhīre mere khayāl meṅ

ulajh gayā jiyā merā
nainoṅ ke jāl meṅ -2
baṛī bholī thī ā gaī maiṅ
bālam kī chāl meṅ
ulajh gayā