तुमसे बढ़कर दुनिया में ना देखा कोई और
तुमसे बढ़कर दुनिया में ना देखा कोई और
जुबाँ पर आज दिल की बात आ गई
क्या खूब आँखे हैं तेरी, इन में जिंदगानी है मेरी
जी लेंगे हम देख देख के इनको
तू ही तू ख्वाबों में है, ना दुजा कोई और
जुबाँ पर आज दिल की बात आ गई
सुंदरता तू ने वो पाई, नाज़ां है तुझ पे खुदाई
नाज़ नहीं अपने पर फिर भी तुझको
दिल का हसीन तेरे जैसा न देखा कोई और
जुबाँ पर आज दिल की बात आ गई
बातों में तेरी एक अदा है, तेरी अदा में वफ़ा है
फिर फिर तुझसे मिलने को जी चाहे
दिल में इतना प्यार लिये, न आया कोई और
जुबाँ पर आज दिल की बात आ गई
tumse baṛhkar duniyā meṅ nā dekhā koī aur
jubāṇ par āj dil kī bāt ā gaī
kyā khūb āṇkhe haiṅ terī, in meṅ jiṅdgānī hai merī
jī leṅge ham dekh dekh ke inko
tū hī tū khvāboṅ meṅ hai, nā dujā koī aur
jubāṇ par āj dil kī bāt ā gaī
suṅdartā tū ne vo pāī, nāzāṅ hai tujh pe khudāī
nāz nahīṅ apne par phir bhī tujhko
dil kā hasīn tere jaisā na dekhā koī aur
jubāṇ par āj dil kī bāt ā gaī
bātoṅ meṅ terī ek adā hai, terī adā meṅ vafā hai
phir phir tujhse milne ko jī chāhe
dil meṅ itnā pyār liye, na āyā koī aur
jubāṇ par āj dil kī bāt ā gaī