Tumse barhkar duniyaa men na dekhaa koee aur zubaan par

तुमसे बढ़कर दुनिया में न देखा कोई और ज़ुबाँ पर्
Work
Year
Language

तुमसे बढ़कर दुनिया में
न देखा कोई और ज़ुबाँ पर
आज दिल की बात आ गई
तुमसे बढ़कर दुनिया में …

क्‌या ख़ूब आँखें हैं तेरी
इनमें ज़िन्दगानी है मेरी

अल्का: क्‌या ख़ूब आँखें हैं तेरी, इनमें ज़िन्दगानी है मेरी

जी लेंगे हम देख देख के इनको
क्‌या ख़ूब आँखें हैं तेरी
तू ही तू ख़्वाबों में है
न दूजा कोई और ज़ुबाँ पर
आज दिल की बात आ गई …

सुन्दरता तूने वो पाई
नाज़ाँ है तुम पे ख़ुदाई
नाज़ नहीं अपने पर फिर भी तुझको
सुन्दरता तूने वो पाई
दिल का हसीं तेरे जैसा
न देखा कोई और ज़ुबाँ पर
आज दिल की बात आ गई …

अल्का: तुम से बढ़कर दुनिया में न देखा कोई और,
ज़ुबाँ पर आज दिल की बात आ गई

बातों में तेरी इक अदा है
तेरी अदा में वफ़ा है
फिर फिर तुझसे मिलने को जी चाहे
बातों में तेरी इक अदा है
दिल में इतना प्यार लिए
ना आया कोई और ज़ुबाँ पर
आज दिल की बात आ गई …

दोनों: तुम से बढ़कर दुनिया में न देखा कोई और
ज़ुबाँ पर आज दिल की बात आ गई

tumse baṛhkar duniyā meṅ
na dekhā koī aur zubāṇ par
āj dil kī bāt ā gaī
tumse baṛhkar duniyā meṅ …

k‌yā khūb āṇkheṅ haiṅ terī
inmeṅ zindgānī hai merī

alkā: k‌yā khūb āṇkheṅ haiṅ terī, inmeṅ zindgānī hai merī

jī leṅge ham dekh dekh ke inko
k‌yā khūb āṇkheṅ haiṅ terī
tū hī tū khvāboṅ meṅ hai
na dūjā koī aur zubāṇ par
āj dil kī bāt ā gaī …

sundartā tūne vo pāī
nāzāṇ hai tum pe khudāī
nāz nahīṅ apne par phir bhī tujhko
sundartā tūne vo pāī
dil kā hasīṅ tere jaisā
na dekhā koī aur zubāṇ par
āj dil kī bāt ā gaī …

alkā: tum se baṛhkar duniyā meṅ na dekhā koī aur,
zubāṇ par āj dil kī bāt ā gaī

bātoṅ meṅ terī ik adā hai
terī adā meṅ vafā hai
phir phir tujhse milne ko jī chāhe
bātoṅ meṅ terī ik adā hai
dil meṅ itnā pyār lie
nā āyā koī aur zubāṇ par
āj dil kī bāt ā gaī …

donoṅ: tum se baṛhkar duniyā meṅ na dekhā koī aur
zubāṇ par āj dil kī bāt ā gaī