Tumko piyaa dil diyaa kitne naaz se

तुमको पिया दिल दिया कितने नाज़ से
Work
Year
Language

तुमको पिया दिल दिया कितने नाज़ से
नैना लड़ गये भोले भाले कैसे दगाबाज़ से

हाए रे दुहाई तेरी ज़ुल्मी पिया
धड़के अनाड़ी जिया ये क्या किया हाए ज़ुल्मी पिया
ये क्या किया हाए ज़ुल्मी पिया
उई मैं मर गई लाज की मारी देखा किस अंदाज़ से

लागी नज़रिया तोरी जादूभरी
माँगी बहारें हमने बिजली गिरी हाए जादूभरी
बिजली गिरी हाए जादूभरी
दिल के सोए अरमां जागे तेरी ही आवाज़ से

tumko piyā dil diyā kitne nāz se
nainā laṛ gaye bhole bhāle kaise dagābāz se

hāe re duhāī terī zulmī piyā
dhaṛke anāṛī jiyā ye kyā kiyā hāe zulmī piyā
ye kyā kiyā hāe zulmī piyā
uī maiṅ mar gaī lāj kī mārī dekhā kis aṅdāz se

lāgī nazriyā torī jādūbhrī
māṇgī bahāreṅ hamne bijlī girī hāe jādūbhrī
bijlī girī hāe jādūbhrī
dil ke soe armāṅ jāge terī hī āvāz se