Tumhaaree nazar kyon khaphaa ho gaee

तुम्हारी नज़र क्यों खफा हो गई
Year
Language

तुम्हारी नज़र क्यों खफा हो गई
ख़ता बख़्श दो गर ख़ता हो गई
हमारा इरादा तो कुछ भी ना था
तुम्हारी ख़ता खुद सज़ा हो गई
सज़ा ही सही आज कुछ तो मिला है
सज़ा में भी एक प्यार का सिलसिला है
मोहब्बत का अब कुछ भी अंजाम हो
मुलाक़ात की इब्तिदा हो गई
मुलाक़ात पे इतने मगरूर क्यों हो
हमारी खुशामद पे मजबूर क्यों हो
मनाने की आदत कहाँ पड गई
सताने की तालीम क्या हो गई
सताते ना हम तो मनाते ही कैसे
तुम्हें अपने नज़दीक लाते ही कैसे
इसी दिन का चाहत को अरमान था
क़ुबूल आज दिल की दुआ हो गई

tumhārī nazar kyoṅ khaphā ho gaī
khatā bakhśh do gar khatā ho gaī
hamārā irādā to kuchh bhī nā thā
tumhārī khatā khud sazā ho gaī
sazā hī sahī āj kuchh to milā hai
sazā meṅ bhī ek pyār kā silsilā hai
mohabbat kā ab kuchh bhī aṅjām ho
mulāqāt kī ibtidā ho gaī
mulāqāt pe itne magrūr kyoṅ ho
hamārī khuśhāmad pe majbūr kyoṅ ho
manāne kī ādat kahāṇ paḍ gaī
satāne kī tālīm kyā ho gaī
satāte nā ham to manāte hī kaise
tumheṅ apne nazdīk lāte hī kaise
isī din kā chāhat ko armān thā
qubūl āj dil kī duā ho gaī