तुम्हारी नज़र क्यों खफ़ा हो गई
तुम्हारी नज़र क्यों खफ़ा हो गई
खता बख्श दो गर खता हो गई
हमारा इरादा तो कुछ भी न था
तुम्हारी खता खुद सज़ा हो गई
तुम्हारी …
(सज़ा ही सही आज कुछ तो मिला है
सज़ा में भी इक प्यार का सिलसिला है ) - 2
मोहब्बत का कुछ भी अन्जाम हो
मुलाक़ात ही इल्तजा हो गई
तुम्हारी …
(मुलाक़ात पे इतने मगरूर क्यों हो
हमारी खुशामद पे मजबूर क्यों हो ) - 2
मनाने की आदत कहां पड़ गई
खताओं की तालीम क्या हो गई
तुम्हारी …
आ …
(सताते न हम तो मनाते ही कैसे
तुम्हें अपने नज़दीक लाते ही कैसे ) - 2
किसी दिन की चाहत अमानत ये थी
वो आज दिल की आवाज़ हो गई
तुम्हारी …
tumhārī nazar kyoṅ khafā ho gaī
khatā bakhśh do gar khatā ho gaī
hamārā irādā to kuchh bhī na thā
tumhārī khatā khud sazā ho gaī
tumhārī …
(sazā hī sahī āj kuchh to milā hai
sazā meṅ bhī ik pyār kā silsilā hai ) - 2
mohabbat kā kuchh bhī anjām ho
mulāqāt hī iltjā ho gaī
tumhārī …
(mulāqāt pe itne magrūr kyoṅ ho
hamārī khuśhāmad pe majbūr kyoṅ ho ) - 2
manāne kī ādat kahāṅ paṛ gaī
khatāoṅ kī tālīm kyā ho gaī
tumhārī …
ā …
(satāte na ham to manāte hī kaise
tumheṅ apne nazdīk lāte hī kaise ) - 2
kisī din kī chāhat amānat ye thī
vo āj dil kī āvāz ho gaī
tumhārī …