Tumhaaree julph ke saaye men shaam kar loongaa

तुम्हारी जुल्फ के साये में शाम कर लूंगा
Work
Year
Language

तुम्हारी जुल्फ के साये में शाम कर लूँगा
सफ़र इस उम्र का पल में तमाम कर लूँगा

नज़र मिलाई तो पूछूंगा इश्क का अंजाम
नजर झुकाई तो खाली सलाम कर लूँगा

जहान-ए-दिल पे हुकूमत तुम्हे मुबारक हो
रही शिकस्त तो वो अपने नाम कर लूँगा

tumhārī julph ke sāye meṅ śhām kar lūṇgā
safar is umr kā pal meṅ tamām kar lūṇgā

nazar milāī to pūchhūṅgā iśhk kā aṅjām
najar jhukāī to khālī salām kar lūṇgā

jahān-e-dil pe hukūmat tumhe mubārak ho
rahī śhikast to vo apne nām kar lūṇgā