तुम्हारी भी जय-जय ... न तुम हारे न हम हारे
तुम्हारी भी जय-जय हमारी भी जय-जय
न तुम हारे न हम हारे
सफ़र साथ जितना था हो ही गया
न तुम हारे …
याद के फूल को हम तो अपने दिल से रहेंगे लगाए
और तुम भी हँस लेना जब ये दीवाना याद आए
मिलेंगे जो फिर से मिला दें सितारे
न तुम हारे …
वक़्त कहाँ रुकता है तो फिर तुम कैसे रुक जाते
आख़िर किसने चाँद को छुआ है हम क्यों हाथ बढ़ाते
जो उस पार हो तुम हम इस किनारे
न तुम हारे …
था तो बहुत कहने को लेकिन अब तो चुप बेहतर है
ये दुनिया है एक सराय जीवन एक सफ़र है
रुका भी है कोई किसी के पुकारे
न तुम हारे …
tumhārī bhī jay-jay hamārī bhī jay-jay
na tum hāre na ham hāre
safar sāth jitnā thā ho hī gayā
na tum hāre …
yād ke phūl ko ham to apne dil se raheṅge lagāe
aur tum bhī hṇs lenā jab ye dīvānā yād āe
mileṅge jo phir se milā deṅ sitāre
na tum hāre …
vaqt kahāṇ ruktā hai to phir tum kaise ruk jāte
ākhir kisne chāṇd ko chhuā hai ham kyoṅ hāth baṛhāte
jo us pār ho tum ham is kināre
na tum hāre …
thā to bahut kahne ko lekin ab to chup behtar hai
ye duniyā hai ek sarāy jīvan ek safar hai
rukā bhī hai koī kisī ke pukāre
na tum hāre …