Tumhaaree berukhee se pareshaan hain nazaare

तुम्हारी बेरुख़ी से परेशाँ हैं नज़ारे
Work
Year
Language

तुम्हारी बेरुख़ी से परेशाँ हैं नज़ारे
ज़रा सा मुस्करा के तुम इन्हें दे दो सहारे
तुम्हारी बेरुख़ी से …

परेशाँ किसलिए होती हो तुम अपनी जवानी से
ख़ुशी और मन का रिश्ता तो रहेगा ज़िन्दगानी से
है ग़म कैसा कहो हमसे ओ दिल में है तुम्हारे
तुम्हारी बेरुख़ी से …

किसी प्यासे की आँखों के छलकते जाम पीने दो
किसी भँवरे की ज़ुल्फ़ों के हमें साए में जीने दो
समा थम जाए जो इक बार तुम कर दो इशारे
तुम्हारी बेरुख़ी से …

जलेगा दिल बहारों का जो तुम आँसू बहाओगे
मिलेगा चैन कलियों को अगर तुम मुस्कराओगी
उसी की ज़िन्दगानी है जो इसे हँस कर गुज़ारे
तुम्हारी बेरुख़ी से …

tumhārī berukhī se pareśhāṇ haiṅ nazāre
zarā sā muskrā ke tum inheṅ de do sahāre
tumhārī berukhī se …

pareśhāṇ kislie hotī ho tum apnī javānī se
khuśhī aur man kā riśhtā to rahegā zindgānī se
hai ġham kaisā kaho hamse o dil meṅ hai tumhāre
tumhārī berukhī se …

kisī pyāse kī āṇkhoṅ ke chhalakte jām pīne do
kisī bhṇvre kī zulfoṅ ke hameṅ sāe meṅ jīne do
samā tham jāe jo ik bār tum kar do iśhāre
tumhārī berukhī se …

jalegā dil bahāroṅ kā jo tum āṇsū bahāoge
milegā chain kaliyoṅ ko agar tum muskrāogī
usī kī zindgānī hai jo ise hṇs kar guzāre
tumhārī berukhī se …