तुम्हारे दिल की दुनिया को
तुम्हारे दिल की दुनिया को
नज़र में लेके जाऊँगा
करोगी याद कुछ ऐसी
निशानी देके जाऊँगा
तुम्हारे हुस्न पर मिट कर
दिवाना बन के आया हूँ
तुम्हे भी इश्क़ में अपने
दिवाना कर के जाऊँगा
सुनो ऐ रूप की रानी
क़सम तेरी, मुहब्बत की
अगर जाना पडा मुझको
तुम्हें भी लेके जाऊँगा
तुम्हें जब तक न देखा था
तमन्नाएँ न थी कोई
मगर अब सब तमन्नाओं को
पूरा कर के जाऊँगा
tumhāre dil kī duniyā ko
nazar meṅ leke jāūṇgā
karogī yād kuchh aisī
niśhānī deke jāūṇgā
tumhāre husn par miṭ kar
divānā ban ke āyā hūṇ
tumhe bhī iśhq meṅ apne
divānā kar ke jāūṇgā
suno ai rūp kī rānī
qasam terī, muhabbat kī
agar jānā paḍā mujhko
tumheṅ bhī leke jāūṇgā
tumheṅ jab tak na dekhā thā
tamannāeṇ na thī koī
magar ab sab tamannāoṅ ko
pūrā kar ke jāūṇgā