तुम साथ हो जब अपने दुनिया को दिखा देंगे
हम मौत को जीने के अंदाज़ सीखा देंगे
माना के अंधेरों के गहरे हैं बहोत साये
पर ग़म है यहाँ किसको आती है तो रात आये
हम रात के सीने में एक शम्मा जला देंगे
हम तो हैं दिलवाले, खंजर से नही मरते
हम ज़ुल्फो के कैदी हैं, सूली से नही डरते
सूली को भी ज़ुल्फो की जंजीर बना देंगे
ऐ अहल-ए-जहाँ तुमको नफ़रत की है बीमारी
भड़काया करो शोले, फेंका करो चिंगारी
हम प्यार की शबनम से हर आग बुझा देंगे
तुम साथ हो जब अपने दुनिया को दिखा देंगे
Work
Year
Language
tum sāth ho jab apne duniyā ko dikhā deṅge
ham maut ko jīne ke aṅdāz sīkhā deṅge
mānā ke aṅdheroṅ ke gahre haiṅ bahot sāye
par ġham hai yahāṇ kisko ātī hai to rāt āye
ham rāt ke sīne meṅ ek śhammā jalā deṅge
ham to haiṅ dilvāle, khaṅjar se nahī marte
ham zulpho ke kaidī haiṅ, sūlī se nahī ḍarte
sūlī ko bhī zulpho kī jaṅjīr banā deṅge
ai ahal-e-jahāṇ tumko nafrat kī hai bīmārī
bhaṛkāyā karo śhole, pheṅkā karo chiṅgārī
ham pyār kī śhabnam se har āg bujhā deṅge