तुम प्यार से देखो हम प्यार से देखें
मु: तुम प्यार से देखो हम प्यार से देखें
जीवन के अँधेरे में बिखर जाए उजाला
शा: तुम प्यार से देखो …
मु: हम तुम पर जो भारी थे वो दिन बीत गए हैं
मतवाली डगर पे जो मिले मीत नए हैं
शा: ख़ुशियों की लहर और चाँद जोड़ गई है
हम प्यार करने वालों की दुनिया ही नई है -2
मु: तुम प्यार से देखो
शा: हम प्यार से देखें
दो: जीवन के अँधेरे …
को: तुम प्यार से देखो …
मु: फिर आज धड़कता हुआ दिल बोल रहा है
फिर से कहीं उड़ जाने को पर खोल रहा है
शा: नगरी जवाँ अरमानों की ये प्रेमनगर है
हर दिल उछल रहा है मोहब्बत का असर है
मु: तुम प्यार से देखो
शा: हम प्यार से देखें
दो: जीवन के अँधेरे …
को: तुम प्यार से देखो …
mu: tum pyār se dekho ham pyār se dekheṅ
jīvan ke aṇdhere meṅ bikhar jāe ujālā
śhā: tum pyār se dekho …
mu: ham tum par jo bhārī the vo din bīt gae haiṅ
matvālī ḍagar pe jo mile mīt nae haiṅ
śhā: khuśhiyoṅ kī lahar aur chāṇd joṛ gaī hai
ham pyār karne vāloṅ kī duniyā hī naī hai -2
mu: tum pyār se dekho
śhā: ham pyār se dekheṅ
do: jīvan ke aṇdhere …
ko: tum pyār se dekho …
mu: phir āj dhaṛaktā huā dil bol rahā hai
phir se kahīṅ uṛ jāne ko par khol rahā hai
śhā: nagrī javāṇ armānoṅ kī ye premangar hai
har dil uchhal rahā hai mohabbat kā asar hai
mu: tum pyār se dekho
śhā: ham pyār se dekheṅ
do: jīvan ke aṇdhere …
ko: tum pyār se dekho …