तुम न जाने किस जहाँ में खो गये
तुम न जाने किस जहाँ में खो गये
हम भरी दुनिया में तनहा हो गये
तुम न जाने किस जहाँ में …
एक जां और लाख ग़म, घुट के रह जाये न दम
आओ तुम को देख लें, डूबती नज़रों से हम
लूट कर मेरा जहाँ छुप गये हो तुम कहाँ - 2
तुम कहाँ, तुम कहाँ, तुम कहाँ
तुम न जाने किस जहाँ में …
मौत भी आती नहीं, रात भी जाती नहीं
दिल को ये क्या हो गया, कोई शह भाती नहीं
लूट कर मेरा जहाँ छुप गये हो तुम कहाँ - 2
तुम कहाँ, तुम कहाँ, तुम कहाँ
तुम न जाने किस जहाँ में …
tum na jāne kis jahāṇ meṅ kho gaye
ham bharī duniyā meṅ tanhā ho gaye
tum na jāne kis jahāṇ meṅ …
ek jāṅ aur lākh ġham, ghuṭ ke rah jāye na dam
āo tum ko dekh leṅ, ḍūbtī nazroṅ se ham
lūṭ kar merā jahāṇ chhup gaye ho tum kahāṇ - 2
tum kahāṇ, tum kahāṇ, tum kahāṇ
tum na jāne kis jahāṇ meṅ …
maut bhī ātī nahīṅ, rāt bhī jātī nahīṅ
dil ko ye kyā ho gayā, koī śhah bhātī nahīṅ
lūṭ kar merā jahāṇ chhup gaye ho tum kahāṇ - 2
tum kahāṇ, tum kahāṇ, tum kahāṇ
tum na jāne kis jahāṇ meṅ …