तुम क्या जानो तुम्हारी याद में हम कितना रोये
रैन गुज़ारी तारें गिन गिन चैन से जब तुम सोये
कितनी कलियाँ खिली चमन में
खिल के फिर मुरझा गई
बिरहन के इस भोले मन को
बार बार समझा गई
रो के जवानी काटी जिसने प्रीत के बीज बोये
इतने बादल घिरे गगन में
घिर के फिर ना बरसे
प्यास दबाकर दिलकी दिल में
इतना तड़पे तरसे
दर्द हमारा दिल जाने या नैना खोये खोये
तुम क्या जानो तुम्हारी याद में हम कितना रोये
Year
Language
tum kyā jāno tumhārī yād meṅ ham kitnā roye
rain guzārī tāreṅ gin gin chain se jab tum soye
kitnī kaliyāṇ khilī chaman meṅ
khil ke phir murjhā gaī
birahan ke is bhole man ko
bār bār samjhā gaī
ro ke javānī kāṭī jisne prīt ke bīj boye
itne bādal ghire gagan meṅ
ghir ke phir nā barse
pyās dabākar dilkī dil meṅ
itnā taṛpe tarse
dard hamārā dil jāne yā nainā khoye khoye