Tum ko dekhaa, to ye khayaal aayaa

तुम को देखा, तो ये खयाल आया
Year
Language

तुमको देखा तो ये खयाल आया
जिंदगी धूप, तुम घना साया

आज फिर दिल ने एक तमन्ना की
आज फिर दिल को हम ने समझाया

तुम चले जाओगे तो सोचेंगे
हमने क्या खोया हमने क्या पाया

हम जिसे गुनगुना नहीं सकते
वक़्त ने ऐसा गीत क्यों गाया

tumko dekhā to ye khayāl āyā
jiṅdgī dhūp, tum ghanā sāyā

āj phir dil ne ek tamannā kī
āj phir dil ko ham ne samjhāyā

tum chale jāoge to socheṅge
hamne kyā khoyā hamne kyā pāyā

ham jise gungunā nahīṅ sakte
vaqt ne aisā gīt kyoṅ gāyā