तुम को भी तो, ऐसा ही कुछ, होता होगा, ओ सजना
ल: तुम को भी तो, ऐसा ही कुछ, होता होगा, ओ सजना
कि: कैसा? कैसा?
ल: तेरी याद सताती है, नींद नहीं आती है, रातों में - 2
कि: तुम को भी तो, ऐसा ही कुछ, होता होगा, ओ सजनी
ल: कैसा आ आ …
कि: तेरा प्यार सताता है, चैन नहीं आता है, रातों में - 2
दोनो: तुम को भी तो, ऐसा ही कुछ, होता होगा …
कि: मेरी हालत जैसी है, तेरा हाल भी ऐसा है - 2
हल्का हल्का सा जिया में जाने दर्द ये कैसा है …
तुम को भी तो, ऐसा ही कुछ, होता होगा, ओ सजनी
ल: कैसा? कैसा?
कि: तारे गिनता मैं रहता हूँ, जागता रहता हूँ, रातों में - 2
ल: इन भीगी फ़िज़ाओं से, इन ठंडी हवाओं से - 2
आग सी लगती है, जिया में सावन की घटाओं से …
तुम को भी तो, ऐसा ही कुछ, होता होगा, ओ सजना
कि: कैसा?
ल: इन्तज़ार तेरा करती हूँ, आहें मैं भरती हूँ, रातों में - 2
कि: ये मस्त नज़र तेरी, मेरे होश उड़ाती है - 2
ल: ये तेरी मस्ती मुझे भी मदहोश बनाती है …
तुम को भी तो, ऐसा ही कुछ, होता होगा, ओ सजना
कि: कैसा?
ल: रोज़ ख़्वाब में तू आता है, दिल धड़काता है, रातों में - 2
दोनो: तुम को भी तो, ऐसा ही कुछ, होता होगा …
la: tum ko bhī to, aisā hī kuchh, hotā hogā, o sajnā
ki: kaisā? kaisā?
la: terī yād satātī hai, nīṅd nahīṅ ātī hai, rātoṅ meṅ - 2
ki: tum ko bhī to, aisā hī kuchh, hotā hogā, o sajnī
la: kaisā ā ā …
ki: terā pyār satātā hai, chain nahīṅ ātā hai, rātoṅ meṅ - 2
dono: tum ko bhī to, aisā hī kuchh, hotā hogā …
ki: merī hālat jaisī hai, terā hāl bhī aisā hai - 2
halkā halkā sā jiyā meṅ jāne dard ye kaisā hai …
tum ko bhī to, aisā hī kuchh, hotā hogā, o sajnī
la: kaisā? kaisā?
ki: tāre gintā maiṅ rahtā hūṇ, jāgtā rahtā hūṇ, rātoṅ meṅ - 2
la: in bhīgī fizāoṅ se, in ṭhaṅḍī havāoṅ se - 2
āg sī lagtī hai, jiyā meṅ sāvan kī ghaṭāoṅ se …
tum ko bhī to, aisā hī kuchh, hotā hogā, o sajnā
ki: kaisā?
la: intazār terā kartī hūṇ, āheṅ maiṅ bhartī hūṇ, rātoṅ meṅ - 2
ki: ye mast nazar terī, mere hośh uṛātī hai - 2
la: ye terī mastī mujhe bhī madhośh banātī hai …
tum ko bhī to, aisā hī kuchh, hotā hogā, o sajnā
ki: kaisā?
la: roz khvāb meṅ tū ātā hai, dil dhaṛkātā hai, rātoṅ meṅ - 2
dono: tum ko bhī to, aisā hī kuchh, hotā hogā …