तुम जो मिल गए हो, तो ये लगता है, के जहाँ मिल गया
तुम जो मिल गए हो तो ये लगता है के जहाँ मिल गया
एक भूले हुए राही को कारवाँ मिल गया
बैठो न दूर हमसे, देखो खफ़ा न हो
क़िस्मत से मिल गए हो, मिलके जुदा न हो
मेरी क्या ख़ता है, होता है ये भी
की ज़मीं से आसमां मिल गया, तुम …
तुम क्या जानो तुम क्या हो, एक सुरीला नग़्मा हो
भीगी रातों में मस्ती, तपते दिल में साया हो
अब जो आ गए हो जाने न दूंगा
की मुझे इक हसीन मेहरबाँ मिल गया, तुम …
तुम भी थे खोए खोए, मैं भी बुझा-बुझा
था अजनबी ज़माना अपना कोई न था
दिल को जो मिल गया है तेरा सहारा
इक नई ज़िंदगी का निशां मिल गया, तुम …
tum jo mil gae ho to ye lagtā hai ke jahāṇ mil gayā
ek bhūle hue rāhī ko kārvāṇ mil gayā
baiṭho na dūr hamse, dekho khafā na ho
qismat se mil gae ho, milke judā na ho
merī kyā khatā hai, hotā hai ye bhī
kī zamīṅ se āsmāṅ mil gayā, tum …
tum kyā jāno tum kyā ho, ek surīlā naġhmā ho
bhīgī rātoṅ meṅ mastī, tapte dil meṅ sāyā ho
ab jo ā gae ho jāne na dūṅgā
kī mujhe ik hasīn meharbāṇ mil gayā, tum …
tum bhī the khoe khoe, maiṅ bhī bujhā-bujhā
thā ajanbī zamānā apnā koī na thā
dil ko jo mil gayā hai terā sahārā
ik naī ziṅdgī kā niśhāṅ mil gayā, tum …