Tum jo hamaare meet na hote

तुम जो हमारे मीत न होते
Work
Year
Language

तुम जो हमारे मीत न होते, गीत ये मेरे गीत न होते
हँसके जो तुम ये रंग न भरते, ख़्वाब ये मेरे ख़्वाब न होते
तुम जो हमारे …

तुम जो न सुनते क्‌यों गाता मैं,
तुम जो न सुनते क्‌यों गाता मैं
बेबस घुटकर रह जाता मैं
तुम जो हमारे …

सूनी डगर का एक सितारा
सूनी डगर का एक सितारा
झिलमिल झिलमिल रूप तुम्हारा
तुम जो हमारे …

जी करता है उड़ कर आऊँ,
जी करता है उड़ कर आऊँ
सामने बैठूँ और दोहराऊँ
तुम जो हमारे …

tum jo hamāre mīt na hote, gīt ye mere gīt na hote
hṇske jo tum ye raṅg na bharte, khvāb ye mere khvāb na hote
tum jo hamāre …

tum jo na sunte k‌yoṅ gātā maiṅ,
tum jo na sunte k‌yoṅ gātā maiṅ
bebas ghuṭkar rah jātā maiṅ
tum jo hamāre …

sūnī ḍagar kā ek sitārā
sūnī ḍagar kā ek sitārā
jhilmil jhilmil rūp tumhārā
tum jo hamāre …

jī kartā hai uṛ kar āūṇ,
jī kartā hai uṛ kar āūṇ
sāmne baiṭhūṇ aur dohrāūṇ
tum jo hamāre …