Tum jo aao to pyaar aa jaae

तुम जो आओ तो प्यार आ जाए
Year
Language

तुम जो आओ तो प्यार आ जाए
ज़िंदगी में बहार आ जाए

क्‌या कहूँ तुमसे कह नहीं सकता
बिन तुम्हारे मैं रह नहीं सकता
तुमको ग़र ऐतबार आ जाए
ज़िंदगी में बहार आ जाए

दिल पे मुझको तो ऐतबार नहीं
यह वो शय है जिसे क़रार नहीं
दिल पे ग़र इख्तियार आ जाए
ज़िंदगी में बहार आ जाए

जब तमन्ना शबाब पर आए
हर तरफ़ इक ख़ुमार सा छाए
ज़ह-ए-क़िस्मत जो यार आ जाए
ज़िंदगी में बहार आ जाए

tum jo āo to pyār ā jāe
ziṅdgī meṅ bahār ā jāe

k‌yā kahūṇ tumse kah nahīṅ saktā
bin tumhāre maiṅ rah nahīṅ saktā
tumko ġhar aitbār ā jāe
ziṅdgī meṅ bahār ā jāe

dil pe mujhko to aitbār nahīṅ
yah vo śhay hai jise qarār nahīṅ
dil pe ġhar ikhtiyār ā jāe
ziṅdgī meṅ bahār ā jāe

jab tamannā śhabāb par āe
har taraf ik khumār sā chhāe
zah-e-qismat jo yār ā jāe
ziṅdgī meṅ bahār ā jāe