Tum jaao kaheen tumko ikhtiyaar

तुम जाओ कहीं तुमको इख्तियार
Year
Language

तुम जाओ कहीं तुमको इख्तियार
हम जाये कहाँ सजना
हमने तो किया हैं प्यार

वो चाहना, हमें सुबह-ओ-शाम
वो हर नज़र मोहब्बत के नाम
भुला दो भुला दो, वो बातें तमाम
हमें याद हैं हर इकरार
हमने तो किया हैं प्यार

मुँह देखते हर इल्ज़ाम पर
ऐसे तो हम नहीं थे मगर
बदल ही गयी जब तुम्हारी नज़र
जो चाहे कहो दिलदार
हमने तो किया हैं प्यार

माना तुम्हे नहीं ऐतबार
झूठा सही दिल-ए-बेक़रार
कहाँ फेंक दे दर्द की यादगार
अपना तो यही संसार
हमने तो किया हैं प्यार

tum jāo kahīṅ tumko ikhtiyār
ham jāye kahāṇ sajnā
hamne to kiyā haiṅ pyār

vo chāhnā, hameṅ subah-o-śhām
vo har nazar mohabbat ke nām
bhulā do bhulā do, vo bāteṅ tamām
hameṅ yād haiṅ har ikrār
hamne to kiyā haiṅ pyār

muṇh dekhte har ilzām par
aise to ham nahīṅ the magar
badal hī gayī jab tumhārī nazar
jo chāhe kaho dildār
hamne to kiyā haiṅ pyār

mānā tumhe nahīṅ aitbār
jhūṭhā sahī dil-e-beqrār
kahāṇ pheṅk de dard kī yādgār
apnā to yahī saṅsār
hamne to kiyā haiṅ pyār