तुम हो साथ रात भी हसीं है
( तुम हो साथ रात भी हसीं है
अब तो मौत का भी ग़म नहीं है ) -2
( चाँद जानता नहीं ये दास्ताँ
किस तरफ़ चला है मेरा कारवाँ ) -2
फिर कभी न साथ होंगे हम यहाँ
चाँ को तो ये ख़बर नहीं है
तुम हो साथ रात भी हसीं है
अब तो मौत का भी ग़म नहीं है
( कितना ख़ुशनसीब मेरा प्यार है
मेरे सामने मेरी बहार है ) -2
तेरी हर अदा से मुझको प्यार है
आज मुझको कोई ग़म नहीं है
तुम हो साथ रात भी हसीं है
अब तो मौत का भी ग़म नहीं है
( आज फूल मेरे प्यार के खिले
अब न हैं शिक़ायते न हैं गिले ) -2
जो मौत मुझको तेरे हाथ से मिले
वो मौत ज़िन्दगी से कम नहीं है
तुम हो साथ रात भी हसीं है
अब तो मौत का भी ग़म नहीं है
( tum ho sāth rāt bhī hasīṅ hai
ab to maut kā bhī ġham nahīṅ hai ) -2
( chāṇd jāntā nahīṅ ye dāstāṇ
kis taraf chalā hai merā kārvāṇ ) -2
phir kabhī na sāth hoṅge ham yahāṇ
chāṇ ko to ye khabar nahīṅ hai
tum ho sāth rāt bhī hasīṅ hai
ab to maut kā bhī ġham nahīṅ hai
( kitnā khuśhansīb merā pyār hai
mere sāmne merī bahār hai ) -2
terī har adā se mujhko pyār hai
āj mujhko koī ġham nahīṅ hai
tum ho sāth rāt bhī hasīṅ hai
ab to maut kā bhī ġham nahīṅ hai
( āj phūl mere pyār ke khile
ab na haiṅ śhiqāyte na haiṅ gile ) -2
jo maut mujhko tere hāth se mile
vo maut zindgī se kam nahīṅ hai
tum ho sāth rāt bhī hasīṅ hai
ab to maut kā bhī ġham nahīṅ hai