तुम हमें भूल गए हम न तुम्हें भूल सके
तुम हमें भूल गए हम न तुम्हें भूल सके -2
तुम हमें भूल गए …
मेरा टूटा हुआ दिल उनको दिखाओ जा कर
एक बार तो उनको ये पैगाम सुनाओ जा कर
तुम हमें भूल गए …
ऐ हवा जाना ज़रा उनकी गली से हो कर
वो मेरा हाल जो पूछे तो ये कहना रो कर
तुम हमें भूल गए …
तुम तो मिलते ही नहीं हम याद से मिल लेते हैं
तुम तो सुनते ही नहीं हम याद से कह देते हैं
तुम हमें भूल गए …
tum hameṅ bhūl gae ham na tumheṅ bhūl sake -2
tum hameṅ bhūl gae …
merā ṭūṭā huā dil unko dikhāo jā kar
ek bār to unko ye paigām sunāo jā kar
tum hameṅ bhūl gae …
ai havā jānā zarā unkī galī se ho kar
vo merā hāl jo pūchhe to ye kahnā ro kar
tum hameṅ bhūl gae …
tum to milte hī nahīṅ ham yād se mil lete haiṅ
tum to sunte hī nahīṅ ham yād se kah dete haiṅ
tum hameṅ bhūl gae …