Tum bin jeevan kaise beetaa, poochho mere dil se

तुम बिन जीवन कैसे बीता, पूछो मेरे दिल से
Work
Year
Language

तुम बिन जीवन कैसे बीता, पूछो मेरे दिल से

सावन के दिन आये, बीती यादें लाये
कौन झुकाकर आँखें, मुझ को पास बिठाये
कैसा था प्यारा रूप तुम्हारा, पूछो मेरे दिल से

प्रेम का सागर हाये, चारों तरफ लहराये
जितना आगे जाऊँ, गहरा होता जाये
गम के भंवर में क्या क्या डूबा, पूछो मेरे दिल से

जैसे जुगनू बन में, तू चमके असुअन में
बनकर फूल खिली हो, जाने किस बगियन में
मैं अपनी किस्मत पे रोया, पूछो मेरे दिल से

tum bin jīvan kaise bītā, pūchho mere dil se

sāvan ke din āye, bītī yādeṅ lāye
kaun jhukākar āṇkheṅ, mujh ko pās biṭhāye
kaisā thā pyārā rūp tumhārā, pūchho mere dil se

prem kā sāgar hāye, chāroṅ taraph lahrāye
jitnā āge jāūṇ, gahrā hotā jāye
gam ke bhaṅvar meṅ kyā kyā ḍūbā, pūchho mere dil se

jaise jugnū ban meṅ, tū chamke asuan meṅ
bankar phūl khilī ho, jāne kis bagiyan meṅ
maiṅ apnī kismat pe royā, pūchho mere dil se