( तुझसा हसीं देखा ना कहीं
तू होगी मेहरबाँ कभी ना कभी ) -2
(पहले मिलन में होती है कशमकश
प्यार से पहले होती है कशमकश
तेरे जो दिल में है मेरी नज़र में है
चाहत में होती है
को: कशमकश -4) -2
तुझसा हसीं …
( क़ुदरत का तू एक करिश्मा है गुलबदन
पिछले जनम का कोई रिश्ता है गुलबदन
महका हुआ शबाब जैसे कोई गुलाब
तेरा नहीं जवाब
को: गुलबदन -4 ) -2
तुझसा हसीं …
( tujhsā hasīṅ dekhā nā kahīṅ
tū hogī meharbāṇ kabhī nā kabhī ) -2
(pahle milan meṅ hotī hai kaśhamkaśh
pyār se pahle hotī hai kaśhamkaśh
tere jo dil meṅ hai merī nazar meṅ hai
chāhat meṅ hotī hai
ko: kaśhamkaśh -4) -2
tujhsā hasīṅ …
( qudarat kā tū ek kariśhmā hai gulabdan
pichhle janam kā koī riśhtā hai gulabdan
mahkā huā śhabāb jaise koī gulāb
terā nahīṅ javāb
ko: gulabdan -4 ) -2
tujhsā hasīṅ …