Tujhe sab hai pataa, meree maan

तुझे सब है पता, मेरी माँ
Year
Language

मैं कभी बतलाता नहीं, पर अंधेरे से डरता हूँ मैं माँ
यूँ तो मैं दिखलाता नहीं, तेरी परवाह करता हूँ मैं माँ
तुझे सब है पता, है ना माँ, तुझे सब है पता, मेरी माँ
भीड़ में यूँ ना छोड़ो मुझे
घर लौट के भी आ ना पाऊँ माँ
भेज ना इतना दूर मुझको तू
याद भी तुझको आ ना पाऊँ माँ
क्या इतना बुरा हूँ मैं माँ, मेरी माँ
जब भी कभी पापा मुझे ज़ोर ज़ोर से झूला झुलाते है माँ
मेरी नज़र ढूँढे तुझे, सोचू यही तू आ के थामेगी माँ
उन से मैं यह कहता नहीं, पर मैं सहम जाता हूँ माँ
चेहरे में आने देता नहीं, दिल ही दिल में घबराता हूँ माँ
तुझे सब है पता है ना माँ, मेरी माँ

maiṅ kabhī batlātā nahīṅ, par aṅdhere se ḍartā hūṇ maiṅ māṇ
yūṇ to maiṅ dikhlātā nahīṅ, terī parvāh kartā hūṇ maiṅ māṇ
tujhe sab hai patā, hai nā māṇ, tujhe sab hai patā, merī māṇ
bhīṛ meṅ yūṇ nā chhoṛo mujhe
ghar lauṭ ke bhī ā nā pāūṇ māṇ
bhej nā itnā dūr mujhko tū
yād bhī tujhko ā nā pāūṇ māṇ
kyā itnā burā hūṇ maiṅ māṇ, merī māṇ
jab bhī kabhī pāpā mujhe zor zor se jhūlā jhulāte hai māṇ
merī nazar ḍhūṇḍhe tujhe, sochū yahī tū ā ke thāmegī māṇ
un se maiṅ yah kahtā nahīṅ, par maiṅ saham jātā hūṇ māṇ
chehre meṅ āne detā nahīṅ, dil hī dil meṅ ghabrātā hūṇ māṇ
tujhe sab hai patā hai nā māṇ, merī māṇ