तुझे अपने दिल से मैं कैसे भुला दूँ
तुझे अपने दिल से मैं कैसे भुला दूँ
तेरी याद ही तो मेरी ज़िंदगी है
मेरी ज़िंदगी है
तुझे अपने दिल से मैं कैसे भुला दूँ
भुला दूँ
तुझे क्या ख़बर है के तुझसे बिछड़ कर
तड़प कर हर इक पल गुज़ारा है मैंने
जुदाई के ग़म से परीशान होकर
कई बार तुझ को पुकारा है मैंने
सदा दे रहा है तुझे प्यार मेरा
मेरी ज़िंदगी तू कहाँ खो गई है
कहाँ खो गई है
तुझे अपने दिल से मैं कैसे भुला दूँ
भुला दूँ
तुझे भूल जाना नहीं मेरे बस में
मुझे दर्द दे कर चले जाने वाले
तेरे ग़म से दामन मैं कैसे छुड़ा लूँ
हर एक साँस पर मुझको याद आने वाले
इन आँखों में हर दम जलेगा तेरा ग़म
कभी न बुझे जो ये वो रोशनी है
वो रोशनी है
तुझे अपने दिल से मैं कैसे भुला दूँ
तेरी याद ही तो मेरी ज़िंदगी है
मेरी ज़िंदगी है
tujhe apne dil se maiṅ kaise bhulā dūṇ
terī yād hī to merī ziṅdgī hai
merī ziṅdgī hai
tujhe apne dil se maiṅ kaise bhulā dūṇ
bhulā dūṇ
tujhe kyā khabar hai ke tujhse bichhaṛ kar
taṛap kar har ik pal guzārā hai maiṅne
judāī ke ġham se parīśhān hokar
kaī bār tujh ko pukārā hai maiṅne
sadā de rahā hai tujhe pyār merā
merī ziṅdgī tū kahāṇ kho gaī hai
kahāṇ kho gaī hai
tujhe apne dil se maiṅ kaise bhulā dūṇ
bhulā dūṇ
tujhe bhūl jānā nahīṅ mere bas meṅ
mujhe dard de kar chale jāne vāle
tere ġham se dāman maiṅ kaise chhuṛā lūṇ
har ek sāṇs par mujhko yād āne vāle
in āṇkhoṅ meṅ har dam jalegā terā ġham
kabhī na bujhe jo ye vo rośhnī hai
vo rośhnī hai
tujhe apne dil se maiṅ kaise bhulā dūṇ
terī yād hī to merī ziṅdgī hai
merī ziṅdgī hai