Tujh sang preet lagaaee sajnaa

तुझ संग प्रीत लगाई सजना
Work
Year
Language

कि: तुझ संग प्रीत लगाई सजना
ल: तुझ संग प्रीत लगाई
कि: सजना सजना
ल: सजना
कि: हो रामा
ल: हो रामा
कि: तुझ संग प्रीत लगाई सजना
सजना सजना हो रामा
ल: तुझ संग प्रीत लगाई सजना
सजना सजना हो रामा
कि: हाय बेदर्दी हाय बेदर्दी
ल: तुझ संग प्रीत …

कि: आजा तेरे हाथों में मेहंदी लगा दूँ
गोरी-गोरी बाँहों पे कंगना चढ़ा दूँ
काली घटाओँ का कजरा लगा दूँ
इक तू ही मन को है भाई सजना
सजना सजना हो रामा
ल: तुझ संग प्रीत …

तूने मुझे चोरी से अपना बनाया
प्यार की राहों पे चलना सिखाया
दुख और सुख में जीना बताया -2
मैं हूँ तुझ पे वारी सजना
सजना सजना हो रामा
हाय बेदर्दी हाय बेदर्दी
दो: तुझ संग प्रीत …

ki: tujh saṅg prīt lagāī sajnā
la: tujh saṅg prīt lagāī
ki: sajnā sajnā
la: sajnā
ki: ho rāmā
la: ho rāmā
ki: tujh saṅg prīt lagāī sajnā
sajnā sajnā ho rāmā
la: tujh saṅg prīt lagāī sajnā
sajnā sajnā ho rāmā
ki: hāy bedardī hāy bedardī
la: tujh saṅg prīt …

ki: ājā tere hāthoṅ meṅ mehaṅdī lagā dūṇ
gorī-gorī bāṇhoṅ pe kaṅgnā chaṛhā dūṇ
kālī ghaṭāoṇ kā kajrā lagā dūṇ
ik tū hī man ko hai bhāī sajnā
sajnā sajnā ho rāmā
la: tujh saṅg prīt …

tūne mujhe chorī se apnā banāyā
pyār kī rāhoṅ pe chalnā sikhāyā
dukh aur sukh meṅ jīnā batāyā -2
maiṅ hūṇ tujh pe vārī sajnā
sajnā sajnā ho rāmā
hāy bedardī hāy bedardī
do: tujh saṅg prīt …