तोड़ गये हाय तोड़ गये अरमान भरा दिल तोड़ गये
( तोड़ गये हाय तोड़ गये
अरमान भरा दिल तोड़ गये ) -2
समझे थे सहारा हम जिनको
मझधार में हमको छोड़ गये
तोड़ गये हाय तोड़ गये
अरमान भरा दिल तोड़ गये
( क्या हाल सुनाये हम अपना
अब कौन मिटाये ग़म अपना ) -2
तक़दीर बनाने वाले ही
ख़ुद मेरा मुक़द्दर फोड़ गये
तोड़ गये हाय तोड़ गये
अरमान भरा दिल तोड़ गये
( दुनिया में कोई अपना न रहा
वो प्यार भरा सपना न रहा ) -2
उलफ़त का सिला इतना सा मिला
हमको वो अकेला छोड़ गये
तोड़ गये हाय तोड़ गये
अरमान भरा दिल तोड़ गये
( आबाद था दिल वीरान हुआ
उलफ़त का चमन सुनसान हुआ ) -2
बरबाद हर एक अरमान हुआ
जिस रोज़ से वो मुँह मोड़ गये
तोड़ गये हाय तोड़ गये
अरमान भरा दिल तोड़ गये
( toṛ gaye hāy toṛ gaye
armān bharā dil toṛ gaye ) -2
samjhe the sahārā ham jinko
majhdhār meṅ hamko chhoṛ gaye
toṛ gaye hāy toṛ gaye
armān bharā dil toṛ gaye
( kyā hāl sunāye ham apnā
ab kaun miṭāye ġham apnā ) -2
taqdīr banāne vāle hī
khud merā muqaddar phoṛ gaye
toṛ gaye hāy toṛ gaye
armān bharā dil toṛ gaye
( duniyā meṅ koī apnā na rahā
vo pyār bharā sapnā na rahā ) -2
ulafat kā silā itnā sā milā
hamko vo akelā chhoṛ gaye
toṛ gaye hāy toṛ gaye
armān bharā dil toṛ gaye
( ābād thā dil vīrān huā
ulafat kā chaman sunsān huā ) -2
barbād har ek armān huā
jis roz se vo muṇh moṛ gaye
toṛ gaye hāy toṛ gaye
armān bharā dil toṛ gaye