Toote hue khvaabon ne, hamko ye sikhaayaa hai

तूटे हुए ख्वाबों ने, हमको ये सिखाया है
Work
Year
Language

टूटे हुए ख़्वाबों ने, हमको ये सिखाया है
दिल ने, दिल ने जिसे पाया था, आँखों ने गंवाया है
टूटे हुए ख़्वाबों ने

हम ढूँढते हैं उनको, जो मिलके नहीं मिलते
रुठे हैं न जाने क्‌यूँ, (मेहमान मेरे दिल के - 2)
क्‌या अपनी तमन्ना थी, क्‌या सामने आया है
दिल ने, दिल ने …
टूटे हुए …

लौट आई सदा मेरी, टकरा के सितारों से
उजड़ी हुई दुनिया के, (सुनसान किनारों से - 2)
पर अब ये तड़पना भी, कुछ काम न आया है
दिल ने, दिल ने …
टूटे हुए …

ṭūṭe hue khvāboṅ ne, hamko ye sikhāyā hai
dil ne, dil ne jise pāyā thā, āṇkhoṅ ne gaṅvāyā hai
ṭūṭe hue khvāboṅ ne

ham ḍhūṇḍhte haiṅ unko, jo milke nahīṅ milte
ruṭhe haiṅ na jāne k‌yūṇ, (mehmān mere dil ke - 2)
k‌yā apnī tamannā thī, k‌yā sāmne āyā hai
dil ne, dil ne …
ṭūṭe hue …

lauṭ āī sadā merī, ṭakrā ke sitāroṅ se
ujaṛī huī duniyā ke, (sunsān kināroṅ se - 2)
par ab ye taṛapnā bhī, kuchh kām na āyā hai
dil ne, dil ne …
ṭūṭe hue …