तूट गया ... दिल का खिलौना हाय टूट गया
टूट गया -2
दिल का खिलौना हाय टूट गया -2
कोई लुटेरा आ के लूट गया
हाय कोई लुटेरा आ के लूट गया
दिल का खिलौना हाय टूट गया -2
हुआ क्या क़ुसूर ऐसा सैंयाँ हमारा -2
जाते हुये जो तूने हमें ना पुकारा -2
उल्फ़त का तार तोड़ा
हमें मझधार छोड़ा
हम तो चले थे ले के तेरा ही सहारा
साथी हमारा हमसे छूट गया
दिल का खिलौना हाय टूट गया -2
कोई लुटेरा आ के लूट गया
हाय कोई लुटेरा आ के लूट गया
हाय दिल का खिलौना हाय टूट गया
दिल का खिलौना हाय टूट गया
आ
कैसी परदेसी तूने प्रीत लगाई -2
चैन भी खोया हमने नींद गँवाई -2
तेरा ऐतबार कर के
हाय इंतज़ार कर के
ख़ुशियों के बदले ग़म की दुनिया बसाई
ज़ालिम ज़माना हमसे रूठ गया
दिल का खिलौना हाय टूट गया
कोई लुटेरा आ के लूट गया
हाय कोई लुटेरा आ के लूट गया
हाय दिल का खिलौना हाय टूट गया
दिल का खिलौना हाय टूट गया
ṭūṭ gayā -2
dil kā khilaunā hāy ṭūṭ gayā -2
koī luṭerā ā ke lūṭ gayā
hāy koī luṭerā ā ke lūṭ gayā
dil kā khilaunā hāy ṭūṭ gayā -2
huā kyā qusūr aisā saiṅyāṇ hamārā -2
jāte huye jo tūne hameṅ nā pukārā -2
ulfat kā tār toṛā
hameṅ majhdhār chhoṛā
ham to chale the le ke terā hī sahārā
sāthī hamārā hamse chhūṭ gayā
dil kā khilaunā hāy ṭūṭ gayā -2
koī luṭerā ā ke lūṭ gayā
hāy koī luṭerā ā ke lūṭ gayā
hāy dil kā khilaunā hāy ṭūṭ gayā
dil kā khilaunā hāy ṭūṭ gayā
ā
kaisī pardesī tūne prīt lagāī -2
chain bhī khoyā hamne nīṅd gṇvāī -2
terā aitbār kar ke
hāy iṅtazār kar ke
khuśhiyoṅ ke badle ġham kī duniyā basāī
zālim zamānā hamse rūṭh gayā
dil kā khilaunā hāy ṭūṭ gayā
koī luṭerā ā ke lūṭ gayā
hāy koī luṭerā ā ke lūṭ gayā
hāy dil kā khilaunā hāy ṭūṭ gayā
dil kā khilaunā hāy ṭūṭ gayā