Toone mere zakhm-e-jigar ko chhoo liyaa

तूने मेरे ज़ख़्म-ए-जिगर को छू लिया
Work
Year
Language

तूने हो तूने मेरे ज़ख़्म-ए-जिगर को छू लिया

दूर हूँ मैं तेरी दुनिया से -2
क्‌यूँ छुआ दामन मेरा
तूने हाय मेरे …

मैं प्यार की चाँदनी रात हूँ -2
उलझी हुई दर्द की बात हूँ -2
तूने हाय मेरे …

सूना था घर कोई रहने लगा -2
डर के मगर दिल ये कहने लगा -2
तूने हाय मेरे …

tūne ho tūne mere zakhm-e-jigar ko chhū liyā

dūr hūṇ maiṅ terī duniyā se -2
k‌yūṇ chhuā dāman merā
tūne hāy mere …

maiṅ pyār kī chāṇdnī rāt hūṇ -2
uljhī huī dard kī bāt hūṇ -2
tūne hāy mere …

sūnā thā ghar koī rahne lagā -2
ḍar ke magar dil ye kahne lagā -2
tūne hāy mere …