Toone jo naa kahaa

तूने जो ना कहा
Work
Year
Language

तूने जो ना कहा, मैं वो सुनता रहा
खांमखा बेवजह ख्वाब बुनता रहा
जाने किसकी हमे लग गयी है नज़र
इस शहर में ना अपना ठिकाना रहा
दूर चाहत से मैं अपनी चलता रहा
खांमखा बेवजह ख्वाब बुनता रहा
गर वो पहले से हैं ज्यादा, खुद से फिर ये किया वादा
खामोश नजरें, रहे बेजुबान
अब न पहले सी बाते हैं, बोलो तो लब थरथराते हैं
राज ये दिल का ना हो बयां
हो गया के असर कोई हम पे नहीं
हम सफर में तो हैं, हमसफर हैं नहीं
दूर जाता रहा, पास आता रहा
खांमखा बेवजह ख्वाब बुनता रहा
आया वो फिर नज़र ऐसे, बात छिड़ने लगी फिर से
आँखों मे चुभता कल का धुंआ
हाल तेरा ना हमसा है, इस खुशी मे क्यों गम सा है
बसने लगा क्यों फिर वो जहाँ
वो जहाँ दूर जिससे गए थे निकल
फिर से यादों में कर दी है जैसे पहल
लम्हा बीता हुआ, दिल दुखाता रहा
खांमखा बेवजह ख्वाब बुनता रहा
तूने जो ना कहा, मैं वो सुनता रहा
खांमखा बेवजह ख्वाब बुनता रहा
जाने किसकी हमे लग गयी है नज़र
इस शहर में ना अपना ठिकाना रहा
दूर चाहत से मैं अपनी चलता रहा
बुझ गयी आग थी, दाग जलता रहा

tūne jo nā kahā, maiṅ vo suntā rahā
khāṅmkhā bevjah khvāb buntā rahā
jāne kiskī hame lag gayī hai nazar
is śhahar meṅ nā apnā ṭhikānā rahā
dūr chāhat se maiṅ apnī chaltā rahā
khāṅmkhā bevjah khvāb buntā rahā
gar vo pahle se haiṅ jyādā, khud se phir ye kiyā vādā
khāmośh najreṅ, rahe bejubān
ab na pahle sī bāte haiṅ, bolo to lab tharathrāte haiṅ
rāj ye dil kā nā ho bayāṅ
ho gayā ke asar koī ham pe nahīṅ
ham saphar meṅ to haiṅ, hamasphar haiṅ nahīṅ
dūr jātā rahā, pās ātā rahā
khāṅmkhā bevjah khvāb buntā rahā
āyā vo phir nazar aise, bāt chhiṛne lagī phir se
āṇkhoṅ me chubhtā kal kā dhuṅā
hāl terā nā hamsā hai, is khuśhī me kyoṅ gam sā hai
basne lagā kyoṅ phir vo jahāṇ
vo jahāṇ dūr jisse gae the nikal
phir se yādoṅ meṅ kar dī hai jaise pahal
lamhā bītā huā, dil dukhātā rahā
khāṅmkhā bevjah khvāb buntā rahā
tūne jo nā kahā, maiṅ vo suntā rahā
khāṅmkhā bevjah khvāb buntā rahā
jāne kiskī hame lag gayī hai nazar
is śhahar meṅ nā apnā ṭhikānā rahā
dūr chāhat se maiṅ apnī chaltā rahā
bujh gayī āg thī, dāg jaltā rahā