Toone bechain itnaa zyaadaa kiyaa main teraa ho gayaa maine vaadaa kiyaa

तूने बेचैन इतना ज़्यादा किया मैं तेरा हो गया मैने वादा किया
Work
Year
Language

तूने बेचैन इतना ज़्यादा किया मैं तेरा हो गया मैने वादा किया
दिल ने मजबूर इतना ज़्यादा किया मैं तेरी हो गई मैने वादा किया
तूने बेचैन इतना …

लग रहा है मुझे तेरे सर की कसम अपनी पहली मोहब्बत नहीं ये सनम
हाँ मिले और बिछड़े कई बार हम फिर से मिलने का हमने वादा किया
मैं तेरी हो गई …

रात ढलती नहीं दिन गुज़रता नहीं मेरा दिल कब तुझे याद करता नहीं
आहें भरने से जी मेरा भरता नहीं फ़ैसला मैने ये सीधा सादा किया
मैं तेरा हो गया …

कांच की तूने चूड़ी बलम तोड़ दी लाज की शर्म की हर कसम तोड़ दी
नींद तो लूट ली जान क्‌यों छोड़ दी काम तेरी निगाहों ने आधा किया
मैं तेरा हो गया …

tūne bechain itnā zyādā kiyā maiṅ terā ho gayā maine vādā kiyā
dil ne majbūr itnā zyādā kiyā maiṅ terī ho gaī maine vādā kiyā
tūne bechain itnā …

lag rahā hai mujhe tere sar kī kasam apnī pahlī mohabbat nahīṅ ye sanam
hāṇ mile aur bichhaṛe kaī bār ham phir se milne kā hamne vādā kiyā
maiṅ terī ho gaī …

rāt ḍhaltī nahīṅ din guzartā nahīṅ merā dil kab tujhe yād kartā nahīṅ
āheṅ bharne se jī merā bhartā nahīṅ faislā maine ye sīdhā sādā kiyā
maiṅ terā ho gayā …

kāṅch kī tūne chūṛī balam toṛ dī lāj kī śharm kī har kasam toṛ dī
nīṅd to lūṭ lī jān k‌yoṅ chhoṛ dī kām terī nigāhoṅ ne ādhā kiyā
maiṅ terā ho gayā …