Too, too hai vo hee, dil ne jise apnaa kahaa

तू, तू है वो ही, दिल ने जिसे अपना कहा
Year
Language

तू, तू है वही, दिल ने जिसे अपना कहा
तू है जहाँ, मैं हूँ वहाँ
अब तो ये जीना, तेरे बिन है सजा
मिल जाए इस तरह, दो लहरें जिस तरह
फिर हो ना जुदा, ये वादा रहा

मैं आवाज हूँ तो, तू है गीत मेरा
जहाँ से निराला, मनमीत मेरा

किसी मोड़ पे भी ना, ये साथ टूटे
मेरे हाथ से तेरा, दामन ना छूटे
कभी ख्व्वाब में भी तू मुझसे ना रूठे
मेरे प्यार की कोई खुशियाँ ना लुटे

तुझे मैं जहाँ की नजर से चुरा लूँ
कही दिल के कोने में तुझ को छूपा लूँ
कभी जिन्दगी में पड़े मुश्किलें तो
मुझे तू संभाले, तुझे मैं संभालूँ

tū, tū hai vahī, dil ne jise apnā kahā
tū hai jahāṇ, maiṅ hūṇ vahāṇ
ab to ye jīnā, tere bin hai sajā
mil jāe is tarah, do lahreṅ jis tarah
phir ho nā judā, ye vādā rahā

maiṅ āvāj hūṇ to, tū hai gīt merā
jahāṇ se nirālā, manmīt merā

kisī moṛ pe bhī nā, ye sāth ṭūṭe
mere hāth se terā, dāman nā chhūṭe
kabhī khvvāb meṅ bhī tū mujhse nā rūṭhe
mere pyār kī koī khuśhiyāṇ nā luṭe

tujhe maiṅ jahāṇ kī najar se churā lūṇ
kahī dil ke kone meṅ tujh ko chhūpā lūṇ
kabhī jindgī meṅ paṛe muśhkileṅ to
mujhe tū saṅbhāle, tujhe maiṅ saṅbhālūṇ